Mujhay Toota Rehnay Day Phir Aabaad Naa Kar
Darr LaGta He Teri Chaahat Say itna Bhi Yaad Naa Kar
Ab To Yeh DiL Bhi Apna Naa Raha isS Mohabbat Me
Wasta KHUDA Ka Phir iSs Tarha Bar-Baad Naa Kar
Marna Chaahta Hoon Main Teri Qaid-e-Bewafai Me
Mujhay Marnay Day Meray Khayalaat Ko Aazad Naa Kar
Nahain MiLaiy Gi Wafa Tumhain BeWafa Shehar Me
Naa Haath Utha Naa Aansoo Bahaa In Say Faryaad Naa Kar..??
