Mairi Sochoon Ka Koi Kinaara Naa Tha
JiSay Hum Nay Chaaha Vo Kabhi Hamaara Naa Tha
Mein UsS Ki Mohabbat Me Yoon Toot Ker Bikhrra Kay
DoSra Koi Mujhay Samaitnay WaLa Na Tha
Vo Shakhs Mujhay Zakham Pay Zakham Daita Raha
DiL Nay Bhi Us Kay Siva Kisi Aur Ko Pukaara Naa Tha
Ab iSs Jeenay Say Mout Hee Behtar He
Us Ki Mohabbat Me HaAar Ker Jeena Mujhay Gawaara Naa Tha..??
